Islami Aqeede Ke Mutaaluk Quran Aur Sahi Ahadees Ki Roshni May Sawalo Ke Jawabat.

Some content on this page was disabled on July 24, 2019 as a result of a DMCA takedown notice from Faisal Khan. You can learn more about the DMCA here:

https://wordpress.com/support/copyright-and-the-dmca/

Posted on February 22, 2013, in Aqeedah and tagged , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , . Bookmark the permalink. 46 Comments.

  1. assalam u alaikum

    bhai ap sye guzarish hi k ak post hazrat MAHDI as
    per bhi ak post chahiye

    Jo serf or serf kittab WO sunnat sye ho
    our salf saleehin k aqwall sye bhi

    Like

    • Assalamu Alekum bhai barzakh me to har momin insan zinda hai to Ambiyao ki kiya khosoosiyat sabit hui wo to sbse Ala or Arzal hai kiy hum unko man skte hai k wo Apni Rooh k Sath kabar me Aram farma hai sahi dalil se jawab de?

      Like

      • و عليكم السلام والرحمة الله وبركات

        Ambiyao ki khususiyat ye hoti hai ki unki Rooh kabr me nahi balki Jannat ke saatwe muqam pe Rafiq al Aala me hoti hai:

        Aa’ishah, reported that at the last moment of his life the Prophet (PBUH) called out, “O Allaah, forgive me, have mercy upon me and admit me to ar-rafeeq.”
        Sahih Muslim, Hadith- 5986.

        Like

    • و عليكم السلام والرحمة الله وبركات

      Ye article chq kare: https://iqrakitab.wordpress.com/2014/10/04/imam-mahdi-ka-zahoor/

      Like

      • Dear itni mehnat se hadees likhi or apne delete krdi hume pta h apke pas jawab nhi hai shyd apke Aqide k khilaf thi bhai abhi humne 1 hi topic par bat suru ki thi but ap shyd wahi bate sunne k Aadi hn jo apke Aqide me fit ho?

        Like

      • Samar bhai, apki hadeese delete nahi ki hai, use bas is page pe show nahi kiya hai. Apki di hui hadith sahih hai ki Ambiya ki jism par koi nuksan nahi aa sakta aur ye b haq hai ki Rasool zinda hai lekin barzakhi zindagi ke sath, dunyawi zindagi ke sath nahi. Is jawab ko detail me janne k liye ye video dekhe usme apke diye hue dalail bhi maujud hai- https://www.youtube.com/watch?v=VZvVsxDC4I0

        Like

  2. Mera sawaal he ki
    Deen ke kitne paye he aur kon kon he . please iss sawaal ka jawaab de puri detail ke saath..

    Email bhayamohammad@gmail.com

    Like

    • Islam k 5 sutton(paye) hai:
      TAWHEED..
      Allah ke siwa Ibadat me kidi ko bhi Shareek na karne..sirf Kalma Padhna Tawheed nhi hai..Kalme par amal karna Tawheed hai..Dua, Nazar, Niyaz, Qurbani, Isteaanat…Sab Khalis Allah se..

      SALAH…
      Allah ne 5 Waqt ki Namaz har Baligh Momin par Farz ki hai..us ko Waqt par ada karna aur Nifl Namazein jitni chahe Ada kare

      SAUM…
      Allah ne Maah e Ramadan k Roze har baligh Momin par farz kiye hai..aur Nifl Roze jo chahe..Allah ki raza k liye rakhe.

      ZAKAH..
      Allah ne jo Maal o Asbab ata kiya hai..us ki Zakaat ada karna..

      HAJJ…
      Isteta’at ho to Baitullah ka Hajj karna..
      [5/7/2015, 2:03 AM] Farhana: TAWHEED..
      Allah ke siwa Ibadat me.. KISI KO BHI..Shareek na karne..sirf Kalma Padhna Tawheed nhi hai..Kalme par amal karna Tawheed hai..Dua, Niyaz, Mannat, Qurbani, Madad …Sab Khalis Allah se..

      SALAH…
      Allah ne 5 Waqt ki Namaz har Baligh Momin par Farz ki hai..us ko Waqt par ada karna aur Nifl Namazein jitni chahe Ada kare.

      SAUM…
      Allah ne Maah e Ramadan k Roze har baligh Momin par farz kiye hai..aur Nifl Roze jo chahe..Allah ki raza k liye rakhe.

      ZAKAH..
      Allah ne jo Maal o Asbab ata kiya hai..us ki Zakaat ada karna..

      HAJJ…
      Isteta’at ho to Baitullah ka Hajj karna..

      Narrated Ibn ‘Umar:
      Allah’s Messenger (ﷺ) said: Islam is based on (the following) five (principles):
      1. To testify that none has the right to be worshipped but Allah and Muhammad is Allah’s Messenger (ﷺ).
      2. To offer the (compulsory congregational) prayers dutifully and perfectly.
      3. To pay Zakat (i.e. obligatory charity) .
      4. To perform Hajj. (i.e. Pilgrimage to Mecca)
      5. To observe fast during the month of Ramadan.
      Sahih al-Bukhari, Vol. 1, Book 2, Hadith 8.

      Like

  3. Nice

    Like

  4. SHEEBA009198 .

    Bahot bahot Achhi batein seekhne ko mili..mashaallah ..Allah Apko zarur iska ajr dega..Alhamdulillah .ab hum readers ka farz hai ji hum ise..dusro tak pahichaye..taki iska maqsad hal ho sake..plz. share as much as u can..

    Like

  5. mera sawal hai ki kisi bekasoor ko Marna Quran kya kahta hai.

    Like

  6. Kya dousroo ko nimaz dawat da sakta ha

    Like

  7. Assalam o alaikum..
    Mujhe jihaad bil Ilm k mutaliq bta dein..
    or yeh bhi bata dein k Jo ilm hasil kane gaya ho or ghar wappas naloutey ( Usko death ho jaye) toh ussey Shaheed kaheinge ?

    Like

  8. mohammad ayyub khan

    mashaallah allah tala aap ko jazaye khair ata farmaye itni achi bate

    Like

  9. bhai apne sawal no. 22 me bukhari sharif ka jo hawala diya he wo mujhe mil nhi rha aap mujhe hadith no. bta de faizal bhai

    Like

  10. Assalamu alaikum bhai allah aapko duniya aur aakhirat me kamyabi de bahut achcha kaam kiya hai aap ne mera ek sawak hai k waseela ka matlab kya hota hai aur ye kahan take jaaiz hai Quran aur hadees k roshni me bata den, shukriya.

    Like

  11. asslam-wa-alaikum.,
    ap hzrat se guzarish h k mjhe btaaein k maine suna h k jiss aurat ka bachcha paida ho kr kch der me hi inteqal kr jata h, uske liye jannat h. aisi koi hadees h kya?? hwale k sath btaen plzzzz…

    Like

    • wa alaykum assalaam warahmatullahi wabarakatuhu..

      Anas ibn Maalik (may Allaah be pleased with him) said: The Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) said: “There is no Muslim who loses three of his children before they reach the age of puberty, but Allaah will admit him to Paradise by virtue of His Mercy towards them.”

      Bukhaari (1292).

      Al-Tirmidhi (942) narrated that Abu Sinaan said: I buried my son Sinaan and Abu Talhah al-Khoolaani was sitting at the graveside. When I wanted to go out he took my hand and said, “Shall I not give you some glad tidings, O Abu Sinaan?” I said, “Yes.” He said, “Al-Dahhaak ibn ‘Abd al-Rahmaan ibn ‘Arzab narrated to me from Abu Moosa al-Ash’ari that the Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) said: “When a person’s child dies, Allaah says to His angels, ‘You have taken the child of My slave.’ They say, ‘Yes.’ He says, ‘You have taken the apple of his eye.’ They say, ‘Yes.’ He says, ‘What did My slave say?’ They say, ‘He praised you and said “Innaa lillaahi wa inna ilayhi raaji’oon (Verily to Allaah we belong and unto Him is our return).’ Allaah says, ‘Build for My slave a house in Paradise and call it the house of praise.’”

      (Classed as hasan by al-Albaani in al-Silsilah al-Saheehah, 1408)

      Like

  12. mozammil siddique

    jazak Allah khair.
    Assalam O Alaikum

    Like

  13. Agar kisi admi ko malom ho k uska dost ya bhai ghalat kam kr raha ha. Kisi k hisa najaiz toor per pakar rah ha. To kia wo apnay dost ko siraf hadis sunata rahay aur koi ammali kam ni karay. Saat is liya day k uski ami naraz hojaya gi.
    To Is k liya islam main kiya hukam ha. Wo burrai ko haat say roknay ki himat Rakhta ha.

    Like

  14. Mera sawal ha k insan ka aqeeda kamzor kaise hota hai or is ko kaise mazbot kiya jaye..??

    Like

  15. ansari akhtar

    as salam valekum bhai
    aap se gujarish he ki aap ye bataye ke murdo par bakshana sahi he ya galat plz havale ke sath me javab dena ansariakhtar115@gmail.com

    Like

  16. ashlawalekum,
    kya Marne wale ke naam se ramzaan me Quran baksha ja skta h ya nai?
    ya kewal hujur ke naam pr hi baksha jata hai.?

    Like

  17. I want to buy this book

    Like

  18. Mera ek sawal

    Aap ke nazdeek taqleed shakhsi shirk, najaiz aur haraam hai. jabkay imam Yahya ban Saeed al-Qattan (Hanfi), Imam Bukhari (Shafi), Imam Muslim (Shafi), Imam Ibn e Taimiya (Hanbli), Imam Ibn e Hajr (Shafi), Imam Navavi (Shafi), Imam Zahbi (Shafi) muqallad hain. to Quran o Hadees se in hazraat ka hukum bayan farmayen aur yeh bhi farmayen kay jo in muqallideen ki riwayaat laita hai ya un ki baat par amal karta hai is ka kya hukum hai ?

    Like

  19. Bhai apki di hui video dekh li humne jo hadees di thi Eng sahab ne tod mod k barazaqi bta diya bhai mere khene ka mtlb hai Agar barzaqi zindagi hai to Ambiya Apni kabro me namaz kaise padte hai or Jab Nabi par drood wa salam pada jata hai to ap sima kaise karte hn or jawab kaise dete hn or Rooh lauta dene ka hadees me zikr kyu kaise aya

    Fir to yani har masla to aapne hi hal kar diya wali Auliya sare apne kabro me zinda hai or wo sunte hai

    Qki agr ye hi barzaqi zindagi hai?

    Like

    • Apne shayad puri video nahi dekhi.
      Apka dono aetraz ka jawab ye hai ki Jab maut ke baad barzakhi zindagi shuru hoti hai to uska hame shaoor nahi hota. Iska ilm sirf Allah ke pas hai jisme se usne thoda sa ilm Ummat ko diya hai. Allah Quran me farmate hai, “Aur Allah ki rah may qatl kye gae shuhadaa ko murda na kaho, wo zinda hain magr tum nahi samajhtay.”
      [surah Al-Baqarah, surat 02, Ayat.154]
      Yaha par Allah Shaheedo ki wafat par kah rahe h ki Ham unke hayat ko nahi samajh sakte. Jab shaheedo ki hayat ka ye alam hai tab ham ambiya ke hayat ko kaise samajh sakte ki exactly uski kaifiyat kaisi hoti hai. Isi liye hadith me apko kabhi milega ki Ambiya Kabro me hai, kbhi milega ki Ambiya Bait Al-Maqdis me hai, kabhi milega ki Ambiya Aasmano par hai. Aur Jab Ap ﷺ ki wafat ka waqt aya Unhone dua ki, “Aye Allah Mujhe Ar-Rafeeq ata karye (Jannat ka ek jagah jaha saare Ambiya hote hai)”, unhone ye nahi kaha ki mujhe kabr ata karye. Aur akhri baat jo apne kaha ki Rooh lautayi jati h iska matlab khud ye nikalta hai ki kabr me rooh nahi hoti hai aam taur par, tabhi to lautayi jati h warna lautane ki zarurat kya thi agr Ap ﷺ hmesha kabr me Rooh ke sath hote to. Wallahu alam.

      Liked by 1 person

  20. Assalamu alaikum
    I want to download Roman Hinglish quran where I can get it.

    Like

Let's Hear It!