Ham Nayi Website Par Shift Ho Gaye Hai. Is Article Ko Padhne Ke Liye Ye Link Chq Kare: https://iqrakitab.com/2018/01/maut-ke-baad-fayda-dene-wale-aamaal.html
Hamara Naya Website: Iqrakitab.com
Advertisements
May 31
Ham Nayi Website Par Shift Ho Gaye Hai. Is Article Ko Padhne Ke Liye Ye Link Chq Kare: https://iqrakitab.com/2018/01/maut-ke-baad-fayda-dene-wale-aamaal.html
Hamara Naya Website: Iqrakitab.com
Posted on May 31, 2015, in Others and tagged MAUT KE BAAD FAYDA DENE WALI CHIZE, SADKA E JARIYA. Bookmark the permalink. 20 Comments.
Agar kisi ki oulaad na ho tou kiya us marhoom k liye us k behan bhai dua kar saktay hain?
LikeLike
Dua to har Muslim dusre Muslim ke liye kar sakta hai chahe wo aulad ho ya nahi.
LikeLike
Mera matlab k meri koi oulad nahi aur mera inteqaal hojata hai tou kiya koi aur mere liye maghfirat k liye dua kar sakta hai?
LikeLike
g ha.
LikeLike
Assalamualaikum
Upar puchey gaye sawal k jawaab mei mera ye kehna hai k agar aap ki koyi aulad nahi bhi hai to aap khuda k liye aise kaam kar k jaiye jinka sawab apko Marney k baad taqayamat miltaa rahe
Sadqa ,Deeni taleem garibon yateemo mohtajao ki madam chahay hamdardi hi aur bhi bohat se aise amal hai jinka sawab jariya rehta hai
LikeLiked by 1 person
Mera ek aur sawaal hai k Surah baqrah ayat 89 mai jo hai waseelay ka zikar us se kiya mura’ad hai us ki kiya tafseer hai. Aur agar ek Insaan zinda hai tou us ka wasta de saktay hain dua k waqt?
LikeLike
Surah Baqara ayat 89 me wasile ka zikr hi nahi hai. Nek insan ka wasta nahi de sakte dua me. Details k liye ye link chq kare: https://iqrakitab.wordpress.com/2014/02/24/nek-logo-ka-wasila-laga-kar-dua-mangne-ke-ahkaam/
LikeLike
Is ki koi Hadith ya Daleel hai k Marnay walay ki oulad na ho tou us k bhai ya behan us ki maghfirat k liye dua karen?
LikeLike
Our Lord! Forgive us, and our brethren who came before us into the Faith, and leave not, in our hearts, rancour (or sense of injury) against those who have believed. Our Lord! Thou art indeed Full of Kindness, Most Merciful (Quran 59:10).
LikeLike
Is ki koi Hadith ya Daleel hai k Marnay walay ki oulad na ho tou us k bhai ya behan ya koi aur rishtedaar us ki maghfirat k liye dua karen?
LikeLike
Our Lord! Forgive us, and our brethren who came before us into the Faith, and leave not, in our hearts, rancour (or sense of injury) against those who have believed. Our Lord! Thou art indeed Full of Kindness, Most Merciful (Quran 59:10).
LikeLike
Dua tou har Musalmaan dusray Musalmaan k liye kar sakta hai be shak koi Shak nahi is mai. Lekin jahan tak meray ilm baat hai woh ye hain k agar kisi ki wafa’at hojati hai tou sirf 3 cheezen usay faida pohncha sakti hai jo k aap ne uper biyaan ki hui hain. Aur mere ilm mai ye baat bhi hai k Qura’an Khuani karnay ya kuch parhnay se marnay walay ko Sawaab nahi pohnchta. Aur ye baat bhi mere ilm mai hai k Sirf Naik Oulad hi dua kar sakti hai wafa’at k baad us k illawah koi nahi. Jab tak ek insaan zinda hai woh us k haq mai dua kar sakta hai lekin agar kisi insaan ki wafa’at hojati hai aur woh mera dost tha tou kiya mai us ki maghfirat k liye dua kar sakta hu? Agar kar sakta hu tou Hadith ki roshni ya kisi daleel hai?
LikeLike
Our Lord! Forgive us, and our brethren who came before us into the Faith, and leave not, in our hearts, rancour (or sense of injury) against those who have believed. Our Lord! Thou art indeed Full of Kindness, Most Merciful (Quran 59:10).
LikeLike
kia muslim murde ko quran ki sab dy sakty hain
LikeLike
g nahi!
LikeLike
Assalamualaikum…. Kya aulad bachon ke bache yani pota poti vagaira vagaira inke aamaal ka bhi sawaab wafaat pane walon ke milega??? Ya kya woh sadka wagaira jo bacho ke bacho ne kiya uska sawaab marhoom ko milega
LikeLike
wa alaykum assalaam warahmatullahi wabarakatuhu.. Hadith me sirf aulad ka zikr hai!
LikeLike
Assalamu alaikum ap se gujaris hae ki hamare walid aur waliden marhoom ho gae haen mae 6 sal ka tha maen unke lea kaun si dua padu maut ke bad faida dene wale please bataen , aur kiss site pe oh dua hae yeh bhi bataen
LikeLike
walekum assalaam.. unke liye koi bhi dua ki ja sakti hai khas taur par unki magfirat ke liye duae kare, jo zuban apko ati ho us zuban me.
LikeLike
Pingback: MAYYAT KI TARAF SE QURBANI KA HUKM | Iqra'