Abd-Allaah ibn Abi Awfa al-Aslami r.a. bayan karte hain ki : “Hamaray paas RasoolAllah ﷺ aaye aur farmane lage : “Jis Kisi ko Allah ya kisi makhlooq ke samne zaroorat aur haajat ho to woh shakhs wazu kar ke do rakat ada kare aur fir yeh kahe: ‘La ilaha illallahul-Halimul- Karim. Subhan-Allahi Rabbil-‘arshil-‘azim. Al-hamdu Lillahi […]
Category Archives: DAIF AND MAUDU HADITHS
Shabaan Ki Har Jumeraat Ko Do Rakat Namaz Padhne Wali Hadith
May 13
This gallery contains 1 photo.
Alhamdulillah : Kutub e ahadees mein is hadees ka koi wujood nahi hai, zahir yahi hota hai ke yeh hadees shabaan mein namazon ki fazeelat ke liye ghadi gayi hai, kyunkay boht si ahadees Aap ﷺ ki taraf nisf shabaan ki raat, maahe shabaan aur is maah mein namazon ki fazeelat par mansoob ki gayi […]
FATIMA R.A. AUR GHUSL E WAFAT
Feb 3
Sawal: Ek khateeb se aksar ye waqya sunney mein aaya hai ke, Hazrat Fatima r.a. jab bemaar hui, to Hazrat Ali kahi kaam ke liye gaye hue they to Hazrat Fatima ne apni khadima ko farmaya ke mere liye ghusl ka pani aur kapde rakho, unhone pani rakha aur Hazrat Fatima r.a. ne ghusal farmaya. […]
WASEELE KE MAMNU AKSAAM KE DALAIL KA TAHKEEKI JAYEZA
Jun 21
Ye to bayan ho chuka hai ke Quran wa sunnat ki roshni mei 3 qism ka wasila jayaz hai aur wo ye hai Allah ke Naamo ke zarye se Allah se manga jaye. Apne nek aamaal ke zarye Allah se manga jaye. Kisi Zinda (dunyawi hayat se) Nek shaks se dua karwaya jaye. Iske alawa […]
JUMMAH SE PAHLE SUNNAT NAMAZ PADHNE KI ZAIF HADEESO KI TAHKEEK
Dec 18
This gallery contains 1 photo.
JUMMAH SE PAHLE SUNNAT NAMAZ PADHNE KI KUCH HADITHS MILTI HAI LEKIN WO SAARI HADITH USOOL E MUHADDISEEN PAR ZAIF HAI. ۩ PAHLI RIWAYAT: Abu Abdir Rahman Al-Sulami riwayat karte hai: “Abdullah (bin Mas’ood) hame Jummah se pahle aur Jummah ke baad char rakat sunnat padhne ka farmaan dete the. MUSANNAF ABDIR AL-RAZZAAQ (Vol 3,Page 247,Idaratul […]
Nabi s.a.w. Ke Kabr Ki Chhat Ke Mutallik Ek Riwayat
Sep 23
Nabi ke Qabar e Mubarak ki chhat(roof) me suraakh(hole)karne se madina me kushhaali- Iske Mutallik ek Riwayat. Abul Jauza’a Aous bin Abdullah Tabaee r.h. bayan karte hai: قُحِطَأَهْلُ الْمَدِينَةِ قَحْطاً شَدِيداً ، فَشَكَوْا إِلَى عَائِشَةَ فَقَالَتْ : انْظُرُوا قَبْرَ النَّبِىِّ صلى الله عليه وسلم فَاجْعَلُوا مِنْهُ كِوًى إِلَى السَّمَاءِ حَتَّى لاَ يَكُونَ بَيْنَهُ وَبَيْنَ السَّمَاءِ […]
20 Rakat Taraweeh Ke Dalail Ka Tahqiqi Jaiyeza- Usool E Muhaddiseen Ki Roshni Me
Jul 8
This gallery contains 1 photo.
Daleel No.1: حدثنا يزيد بن هارون قال انا إبراهيم بن عثمان عن الحكم عن مقسم عن بن عباس إن رسول الله صلى الله عليه و سلم كان يصلي في رمضان عشرين ركعة والوتر “Hazrat Abdullah Bin Abbas (Raziallahu Anhu) farmate hai ki beshak Rasoolullah ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм Ramadan main 20 rakat (Taraweeh) aur witr padhte […]