SUGGEST US AN ARTICLE

SUGGEST US AN ARTICLE

design_paper_school_certificates_32817_L

SUGGEST US AN ARTICLE IN THE COMMENTS BOX

BELOW:

  1. Mohammad Tauqueer Akhtar

    assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuh

    Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya
    ” Sabse behtareen Kalam Allah ki kitab hai aur sabse behtareen tareeqa Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam ke tareeqa hai sabse badtareen kaam Deen mein nayee nayee baton ka paida karna hai …”
    Sahih Bukhari: Volume 9, Book 92, Number 382.

    A) har Farz namaz k bad ijtemai dua karne ki haqeeqat
    B) Dawat E Tabligh me 3 din se lekar 4 mahine lagane ki haqeeqat.
    C)Namaz k bad aam taur par chote bacho ko quran pad kar fuk marna kaisa hai.
    D)Musafa ek hath se krna durust hai ya dono haaton se.aur musafa kar k haaton ko sine se lagane ki haqeeqat.
    E) (daawat e islami) kya aam taur par islamic dress code hota hai . islamic safa kis rang ka hona chahiye.

    Like

  2. ilm ki ahmiyat pe article prepare kijiye

    Like

  3. Mohammad Tauqueer Akhtar

    Your page missing a very imp article on Sadqa Zakat ( all type of Charity)

    Like

  4. aslaamualaikum w rahmatullah hi w barkatahu bhai jinn jadu nazray baad aur ruqay shariyah pr ek khaas block jaldi tayar krain bhot skt zrorat hai ap ka iislami bhai faiyaz ansari jazakumulah khairan

    Like

  5. mohammad sameer

    on topic of terrist

    Like

  6. MOHAMMAD SADAT ALI

    NAIL PAINT AUR LIPSTICK PAR ARTICLE PREPARE KIJIYE

    Like

  7. kya topi ke bagair namaz hoti hain??

    Like

  8. har Farz namaz k bad ijtemai dua karne kya sahi hai?

    Like

  9. Assalamuwalaikm,
    Apka blog padh alhmdulilah meri kafi islah hue hai, Allah apko Jaza-e-Khair ata farmae.
    Mera ek sawal hai k humare Gaon me log Eid ki namaz k bad eidgah se sidhe kabristan jate hai ye kaha tk sahi hai hadees ki roshni me smjaeye

    Jazak allah

    Like

  10. Assalamuwalaikm, Eid mubarak

    Bhai ye ek topic me post tyyar kijiye “Friendship Day” jo karib aa raha hai jis me Musalman Ladke aur Ladkiya kasrat se hissa lete hai

    jazak allah

    Like

  11. mohammed ishaq

    aasalamualekum

    bhai aap se guzarish hai k aap jabhi koi hadith mention kare is tarah old edition aur new edition k number mention kare

    “Sahih Bukhari, Vol 4, 3291” old edition “Sahih Bukhari, Vol 4, Book 54, No. 511” new edition please kiyu k logo ko tahqeq karne my mushkil hoti hai aur logo aap k post ko ignor karte hai issliye my is page ko zayada se zayada logo k pass phunchana chahtahu please logo search karne my asani ho dono edition no post kare jazakallah

    Bismillahirrahmanirrahim

    Hadith: ye shaitan ki ek uchak (chori) hai jo wo tum mein se kisi ki namaz mein uchak (chori kar) leta hai.

    Aisha Radiallahu anha se rivayat hai ki maine Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se namaz mein idhar udhar dekhne ke baare mein pucha to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ye shaitan ki ek uchak (chori) hai jo wo tum mein se kisi ki namaz mein uchak (chori kar) leta hai.

    Sahih Bukhari, Vol 4, 3291

    Narrated ‘Aisha Radiallahu anha : I asked the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam about one’s looking here and there during the prayer. He replied, “It is what Satan steals from the prayer of any one of you.”
    Sahih Bukhari, Vol 4, Book 54, No. 511

    Like

  12. mussaddique ahmed

    Assalam u alaikum
    Bhai ap sye guzarush hi k ak post hazrat imam MAHDI as per

    kittab wo sunnat our ijma

    Ijma salf salehin
    Ki roshni me post karye jazak allaha khair

    Like

  13. Assalaamu alaikum bhai.
    Aapke bheje hue post ache rehte hai. Main har roz padta hoon. Sabse achi baat to yeh hai ki saare post quran aur hadees ke refrence se rehte hai.

    Kuch article aap qayaamat ki nishaani par bhi bana dijiye .
    Jisme saare points cover ho jayege.
    Jaise ki dajjal, isa alayhis salaam ka khurooj, mehdi alayhis salaam ka khurooj, yaajud maajud , aur bhi jo bhi points hai is article par cover kar dijiye.

    Dusra article aap shaadi ko lekar post kar sakte hai.
    Jaise ke jo biddat rasme chal rahi hai uske compare mein aap sunnat tareekha usme post kar sakte hai.

    Aur bhi bahut hai filhaal abhi to itna hi yaad aa raha hai

    Jazaak allahu khair

    Like

  14. Muhammed iqbal khan

    Assalamu alaikum eid ke namaj padh kar kuchh log sidha Qabrstan me jakar duwa kar te hai ye kaha tk sahi hai

    Like

  15. shaikh abdulkadar

    Assalamu alaikum. Kya dusre k ma’abud ko bura bhala kehneki islam ijajat deta he ?

    Like

  16. Aasalamualekum

    kya topi penna zaroori hai. Is topic pe ek article post kare.

    Like

  17. Assalam walekum
    MashaAllah bhohat kuch sikhne mila hai

    Par ek request for hai ke hadith ke reference ke sath uski scan copy bhi post ki jaaye

    Jazaakalla khairan

    Like

  18. Aѕѕåℓåм Aℓукυм ωå Råħмåтυℓℓåħι ωå Båɾкåтåħυ

    Yahan ek Aur topic ki zaroorat mahsoos hoti hy
    Daurane safar me Namazen qasar karna
    Agar is topic par Quran wa Shadees ki roshni me waze karen to aen nwazish hogi.

    Aur isi tarha agar Quran ki tafseer roman language me bhi hi to bahot behtar
    Jazakumul llaha khairan

    Like

  19. Assalamuwalaikm
    Agr koi shakhs biddat kar raha hai to us kya us k piche namaz hoti hai??

    Like

  20. isale.sawab k.khane k mutalleq aartical likhe please…

    Jazak Allah khair bahot ach.malomat milti h yaha aur m kafi share karta hun aap k artical.wahts up aur facebook par …

    Allah aap k.elm m aur tarkki de Aameen

    Like

  21. Aurto ka ghar main kisi khushi k din se Pehle milad ki mehfil…aur salaam padhna..

    Like

  22. Rasool s.a.w. ne farmaya ki Jab bhi Kabhi ek Rasool bheja jata tha to uske kuch hawari aur sahaba hote the, wo sahabi , apne nabi ki sunnato(tariko) ko mazbuti se pakad lete the aur usi pe jame rahte the.Fir hamesha aisa hua hai ki unke baad kuch aise log paida hue hai JO KAHTE WO THE JO KARTE NA THE, AUR KARTE WO THE JISKA HUKM BHI NAI HUA THA. To sunlo jo unse JIHAD KAREGA APNE HATHO SE, APNE ZUBAN SE, APNE DIL SE WO MOMIN HOGA, aur un ka EEMAN TO RAAI KE DANE KE BARABAR BHI NAI HAI.
    Sahih Muslim, (Kitab Al-Iman) [001:0081].

    Bidath ke bare me jo aap ke articals hyn un ke Refrense match nahi ho rahe hyn jayse is hadees ke sahi muslim me hamne talash kiye par nahi mile

    aur isi colum ki neche wali kuch ahadees ke bhi refrence nahi mile

    Like

  23. Haseeb Rehman

    Assalam o alaikum brother …
    brother maine suna k nasha chahe thoda ho ya zyada haram hota hai chahe sharab ek boond ho ya ek bottle its haram Qki ek boond sharab se insan control to nahi kho deta lekin fir bhi sharab haram hai.. cigatte se bhi insan control nahi khota lekin fir bhi wo haram hai , hooka me bhi nasha bohot kam hota lekin fir bhi haram hai ..just like this nicotine is also present in cauliflower potato tea , brother fir ye bhi haram hona chahiye Qki bhale kam ho quantity but nicotine to hai na .

    Like

  24. ) Dawat E Tabligh me 3 din se lekar 4 mahine lagane ki haqeeqat. Kya hai …..please hame aap btaeye

    Like

  25. 2… Kundela manana kya quran or sahi hadhith se sabit hai

    Like

  26. Nadeem Sohail

    Asslaamualaikum,
    Hmare muashre me ye bahut aam hai Ki khana khaate waqt salaam nahi kiya jata, jabki log khana khaate waqt fizool Ki baatein karte rahte gain but salaam nahi karne wali hadith ko bahut seriously lekar harr Kisi KO mana krenge ki khaate waqt salaam na krein.
    Iss topic pr much likhein hmein intezaar rhega aapke article ka.
    🙂

    Like

  27. Kundela manana kya quran or sahi hadhith se sabit hai

    Like

  28. Kya social media e.g. Facebook, whatsapp, ya normal message se kisi ko quran ki ayat bhej skte hain? q k kuch mere bhailog khte hain k isse ayat delete hi jata hai jo k qyamt ki nishani.hai.

    Like

  29. Assalamualaikum warahamtullah faisal bhai.. Masha Allah, Allah aapko jaza e khair ata kare hume apki posts se kafi fayda hota h.. Aapse guzarish h ki is bat par roshni dale ki kya salaf movement jo Arab me aale saud or sheikh Muhammad bin Abdul wahhab rh. K milne se aaya or is wajah se Arab me feli biddaat ko mitaya gya jise musalmano ki aksar jamate yahudiyon ki chal kahti h or salaf k tareeko pe chalne wala ko wahhabi or angrezo ki pedawaar kahte h.. Islam k dayre me jawaab ki gujarish h aapse.

    Apka deeni bhai
    Nadeem

    Like

  30. mohammad Shadab

    Assalaam alaikum
    Please add some topics on the following:-
    1.what is RUQYA?
    2.how many types of RUQYA?
    3.what to recite in RUQYA?
    4.who can be a RAQI?
    5.types of JINN?

    Like

  31. Asalamu Alaikum

    Haneefiyat kaha se shuru huie iske bare me Article likhiye ap. Sab ko gumhare karne wale to sirf yahi log hai jo apne apko Hanafee kehte hai..!

    Jazakallah
    Asalamu Alaikum

    Like

  32. ahetesham inamdar solapuri

    articles

    (1)allah kaun hai kaha hai kaisa hai.
    (2)sahih muslim ka muqaddama
    (3)bani israil kaun hain.

    Like

  33. Allah ke rasilul saw ke nikah pr kuch likhe….khaskr unke muh bole bete zaid rz ke mamle me

    Like

  34. ahetesham inamdar solapuri

    ASSALAMU ALY QUM

    BROTHERS IS PE KOI ARTICLE

    1 ) RASULULLAH (SWA.) K MUAJJIZAT

    Like

  35. Surah yusuf ko best story kyun kaha gaya hai

    Like

  36. fazail e amaal ki haqeeqat kya hai,,

    Like

  37. Asma ul husna, ya kahe ke asma WA sifat par detail post…. Plzzz if posbl

    Like

  38. Allah ke asma ul husna ya ye kahe ke asma WA sifat par detail post kren plz

    Like

  39. Mohammad Sadat Ali

    ARKAAN E ISLAM AUR ARKAAN E IMAAN par article banaye

    Like

  40. Md Irshad khan

    Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barkatuhu,

    Bhai jaisa ke aapne jo takhno ke bare me hadees post ku hai, jo ki Abu Dawood, Hadees No.638, me hai ki libaas ko niche tak latkane wale ki namaz kubool nahi hoti.

    yahan niche se muraad kamar hai shayad nake takhna.

    kyu ki yeh hume Abu-Dawood, 637. me mil raha hai.

    Liked by 1 person

  41. Assalamualaykum wa rahmatullahi wa barkatuh…
    please write something on Israaf….
    Jazak Allahu Khairan

    Like

  42. Assalamualaikum..
    Please write an article about what is nafs, purification of nafs and taqwa too…
    Jazak Allah khair ..

    Like

  43. Please give us a complete response with details about method of praying, how should we pray? which method of the praying is correct? as you know nowadays many methods of praying are in use among Muslim people(especially Sunni and Shia). Please specify along with pictures or video and with logic and best reasons about correct method of praying. Thanks!

    Like

  44. Bhai imam abu hanifa or unke shagirdo ke bich jo bade bade masail me ikhtelaf
    Is par article post karo plz

    Like

  45. khalid Saifullah

    Asslaamo alyekum warahmatullahi wbarakatuhu dearest brothers .
    I want to know about hlala.
    Just to correct first myself, and then others.

    Like

  46. Assalam-o-Alaikum hum log routine me Arabic k Jo words englis me likhtay hen Un k likhnay ka sahi style aur spelling bta den. Sunna he k agar spelling ya style ghalat ho to Un ilfaz ka meaning change ho jata he? Jesay In-Sha-Allah, SubhanAllah etc

    Like

Let's Hear It!