ASK A QUESTION!

ASK A QUESTION!

meKaoMK

 

WE HAVE STOPPED THE SESSION DUE TO OUR BUSY SCHEDULE BUT YOU CAN STILL BENEFIT FROM THE QUESTIONS, WHICH WERE ASKED BELOW!

  1. kabro ko chumna aur uske saamne jhukna kaisa hai reference ke saath jawab de

    Like

  2. woh to chaadar charhane ke baare me hai. kabro ka ehtaram me jhukna aur chumna ke baare me kya hai

    Like

  3. Azaan e Qabar galat hai.??? ….Koi daleel dijiye.

    Like

    • Kabr par azaan dena mitti ke baad ye amal biddat hai. Dalail sunnat ki hoti hai biddat ki nai. Biddat ka matlab Nai chiz jo Kitab wa sunnah me na ho. Jo log ye amal karte hai ap unse dalail mange ki aesa amal karne ko kaha likha hai.

      Liked by 1 person

  4. What is the awrah of women in front of her brother ?

    Like

  5. Can a teenage nephew drink breast milk of his aunt by sucking her breast or indirectly from her breast ?

    Like

  6. Kya Khala ki ladki se nikah karna jayaz hai..?
    Omujhe bhayya bulati hai.. Obuzurg logon ne baat lagai hai aur mujhe to manzoor hai… Once again kya a jayaz hai..?

    Like

  7. Sir O to mujhe bhayya bulati hai…

    Like

  8. Shukriya bhaisaab ..
    Kya mai ladki se alag se pooch sakta hoon ki kya tum mujse nikah karogi….!!!?

    Like

  9. Can a brother kiss his sister on her neck, shoulder and chest ?

    Like

  10. Mera Dil kuch din se pareshaan hai bewajah koi elaaj hai kya plz batayi ye..

    Like

  11. wo kaun si cheez hai jo na Asmaan me hai na Zameen me Na Quran me hai na Insaan me?Jawab Zarur den baray meharbani

    Like

  12. Agar rat ko kisi wazah se eshaa ki namaz nahi padh saka to kya jagkaar tahajud ki namaz se pahle esha ki namaz padh kar lagatar tahajud ki namaz padh sakta hai ya nahi ?

    Like

  13. Prophet Muhammad(Salla Allahu ta’ala ‘alayhi wa Sallam ) said By Allah! I am not
    afraid that you will worship others along with
    Allah after my death
    but I am afraid that you will fight with one
    another for the worldly things.”
    Sahi Bukhari Volume 2, Book 23, Number 428:

    iss hadees ka kya matlab hai ki iss ummat me shirk nahi hoga

    Like

    • G bilkul nahi.. iska matlab ye hai ki kuch log shirk nahi karenge na ki puri ummah kyuki agli baat usi hadith me ayi hai ki ek dusre se jhagda karenge ham dunyawi chizo ke liye to ab ye puri ummah ke liye nahi h ki puri ummah jhagda karegi lekin ummah maise kuch log. Allah pak farmate hai
      wa maa yu’minu aksaru-hum billaahi illaa wa hum mushrikoon.’’
      Tarjuma- ‘’logo me aksar ae,se hai jo ALLAAH par iman lane ke ba-wajood mushrik hai.’’
      (surah-12-YUSUF..106)

      Like

  14. GHEEWALA JAVID M

    sajda ki difination (vyakya) kya he? kisi ko pero tak zuk kar salam karna sajda hota he? Quran me ambiya (A.S.), Nabi, Rasul (25+ nam) unke bareme detail me likhi kitabe ka nam bataye, author, publishor, price or address please bataye.

    Like

    • sajda me 8 haddiyo ka lagna wajib h agar ye nahi laga to sajda nahi kahlaega.. Ap Qasas al-Anbiya’ (Stories of the Prophets) by al-Haafiz Ibn Katheer (may Allah have mercy on him) shop kar skte hai.

      Like

  15. wazu ki baato ya chizon se tut skta hai

    Like

  16. Assalamualikum mera sawal ye hai ke abu hanifa ka naam abu hanifa kyun rakha gaya? Abu hanifa ki beti ka naam hanifa tha kya? Aur abu haneefa ke aur kitne bete betiyan thi? Iska jawab ref ke saath dijiye plz humei ek muqallid bhai ko samjhana hai aur wo iske jawab daleel ke saath maang rahe hai

    Like

    • wa alaikum assalaam warahmatullahi wabarakatuhu.. ye kaha jata hai ki unhone ek quran ki ayat ki wajah se jisme Deen e Hanifa ka zikr hai apna naam Hanifa rakha aur use apni qunyat bana li. Wa Allahu alam

      Like

  17. Plzz rply For my qstn

    Like

  18. samiullah khan

    Ek hadith batayi gayi hai ki “S.A.W. ne farmaya ki jo ramzan mahine ki aane ki khush khabari pehle kisi ko de to us par jahannam ki aag haram hai”….yeh hadith sahi hai ya nahi aur agar hai to hawala pesh karne ki zahmat karen

    Like

    • Jab koi statement btaya jata hai jo Mansoob hota hai Allah ya us ke Rasool ke to taraf ap unse dalail manga kare. Aesa kahi bhi nahi padha hai jo ap upar bayan kar rahe hai.

      Like

    • Aisy koi hadees nahi hai…

      NABI – E – KAREEM
      ( Sallallahu Alyhi Wasallam )
      Ne Farmaya
      Jo SHAKS Mere NAAM se
      Vo baat BAYAN kare… jo
      MAINE nahi kahi…. to vo
      SHAKS apna thikana
      JAHANUM me bana layga

      BUKHARI / H : 109

      Like

  19. Mere hath ki ungli me fracture hua hai aur dressing kiya hai.. Hath pe paani nahi daal sakta To mera wuzu kaise Hoga…. Please reply….

    Like

  20. Mujhe baat baat pe bahut jaldi gussa ajata hai. Iski watch se mere dost rishtedaro me zyada Mel jhol. Baat chest nahi hai… Mai bahut pareshan hoon is gusse ko kaise control karoon… Please koi hal bataye…

    Like

  21. Rafique Tamboli

    Aap ka jo artical hai ” Abu Hanifa ka aqeeda” kya is topic k jo 8 point hai unke scan mil sakte hai aap se ?

    Like

  22. Asalamualaikum
    Faraz ke baad sunnato manaz kaunsi hai kitni hai batayea pls

    Like

  23. jb ALLAH ne sirf aik shaitan paida keya tha, tu pher oski tadaad mai itna izafa kaisy howa?

    Like