KYA NABI (S.A.W) KO ILM E GAIB THA??

Ham Nayi Website Par Shift Ho Gaye Hai. Is Article Ko Padhne Ke Liye Ye Link Chq Kare: https://Iqrakitab.com/2018/01/kya-nabi-ko-ilm-e-gaib-tha.html

Posted on April 6, 2014, in Aqeedah and tagged , , , , , , . Bookmark the permalink. 17 Comments.

  1. A.Matin bagban

    KYA NABI (S.A.W) KO ILM E GAIB THA??

    JazakAllah subhanAllah bhai 🙂

    Like

  2. taufique ansari

    Assalamwalikum
    Able sunnat ,able hadeesh chor kar kya him surf musalman nehi ho sakte.Aur is pe ki nabi(saw) ko ilm e gaib hai ki nehi behas karke hum gunah hi kar rahe hain.Ji haan nabi(saw) ko khuch ceezon ka ilm e gaib tha aur sirf wahi ilm e gaib tha Jo Allah ne unhe ata farmayi.Iska saboot Quran khud Deta hai.ye kehna ki nabi(saw) ko bilkul hi ilm e gaib nehi tha galat haki air ye kehna ki nabi(saw) ko har ek cheez ka ilm e gaib hai ye bhi galat hai.

    Like

    • walekum aslaam warahmatullahi wabarakatuhu..

      Ham na ahel sunnah h aur na hi ahle hadith.. ham sirf Muslim h jaise hamare pyare Nabi the. Aur jaha tak ilm e gaib ki baat hai to RAsoolAllah ko wahi ilm tha jo Allah ne unhe bataya aur kisi ke bataiye hue ilm ko khud ka ilm nahi kahte. Isi liye ye kahna galat hai ki RasoolAllah ko ilm e gaib tha.

      Like

      • Acha bhai aapka ye manna he ke hamare nabi sallallahu alayhiwasallam ko ilme gaib na tha . 1400 saal phele hamare tajdare madina ne bataya tha qayamat ki nisaniya wo sab aaj hum log dekh rhe he . Or tum bhidekh rhe ho sab call pure ho rhe he . Ilme gaib he to ho to bataya tha or ha ye jo isis he iske barey me bhi bta diya tha hadis me he . Me aapko sabit kar sakta hu ilme gaib tha . Aap muje ye nimber pe whatsapp kijiye 9033372592. Bhai hamare nabi ne hamare liye taklif sahi he or aaj tum log hi unki shaan kam karne ki kosis kar rhe ho shaane nabi s.a w kabhi kam na hogi kyoki allah khud hamare nabi s.a w ki shaan badha rha he din ba din

        Like

      • Pahla point- Qayamat ki nishani to ab apko bhi pata ho gaya hai to kya Ap bhi ilm e gaib rakhte hai? Dusra point, RasoolAllah ko ilm e gaib nahi tha ye aqida rakhne se RasoolAllah ki shan me ek zarra barabar bhi kami nahi hoti. Kuch islam ko bechne wale molvio ne bas ummat me jhagde karwane k liye ye sab firqa parasti rakhi hai, ap ise samjhe. Agar ap fir bhi nahi mante hai ki RasoolAllah ko ilm e gaib nahi tha to khud sunye Apki aur hmari Maa, Ayesha r.a. ke alfaz e mubarak se ki jhutha kaun hai Ap ya mai?

        Hazrat A’isha (may Allah be pleased with her) nay farmaya k jo shakhs bhi tum se yeh 3 baatein bayan karay wo jhoota hai k:1. Rasool Allah (sallallahu ‘alaihe wasallam) nay apnay Rab ko daikha2. Rasool Allah (sallallahu ‘alaihe wasallam) aanay waalay kal ki bat jaantay hein aur3. jo kahay k Rasool Allah (sallallahu ‘alaihe wasallam) nay tabligh-e-deen mein koi baat chupaee thi.
        [Sahih Bukhari, Kitaab Al-Tafseer (Surah wa-Najam), Hadith#4855 ‘ Sahih Muslim, Kitaab Al-Emaan, Hadith#177]

        Like

  3. manzoor Ahmed Katoch

    Jazak Allah brother.Allah aap Ki iss mehnet ka sila oar ajer zaroor Atta kare.Tawheed Ki dawett ka kaam aap ziyada se ziyada karain.Allah aap KO apni amaan Mai rakhe.Aamee.summe aameen.

    Like

  4. great Work mashALLAH

    Like

  5. Proof from the Qur’an that the Prophet Muhammad [May Allah bless him and grant him peace] has been given the knowledge of Ghayb

    Allah says in the Qur’an,

    “These are the tidings of Unseen that We reveal to you in secret”.

    Surah-Ale-Imran, verse 44.

    “Nor will He disclose to you the secrets of the Unseen. But He chooses of His Apostles (For the purpose)”

    Surah-Ale-Imran, verse 179.

    “The Knower of Unseen reveals not His secret to anyone. Except to His chosen Messengers”.

    Surah-Al-Jinn, verse 26.

    “…Allah has sent down to you the Book and Wisdom and has taught to you what you did not know, and great is the grace of Allah upon you.”

    Surah Al-Nisa, Verse 113.

    Like

  6. Jawad Shaikh bro all these verse are about WAHI it is not gaib gaib is something you know before happen. if you read the article from start to end you can get your answer.

    Like

    • Agr ye bat h to phir an aozobillah khuda ko ilme geb nhi tha kya jb adm ko bnaya to Allah ko ye nhi malum tha ki ye mera frishta adm ko sjda nhi krega bolo to phir Allah ne Kyo kaha adm ko sjda krne ko kisi ke pas iska jwab ho to zaror dena

      Like

  7. Jazakallah

    Like

    • slmalkm. . faisal khan sahab. dunya ka koi maslak ka muslim ye nahi kehta k aap sallallaulhu alaehiwasallam ka jo ilme gaib hai wo zaati hai. agar koi ye manega to kafir hojayega. par ap ko ye kyun pata nahi chalraha k nabi ka ilme gaib allah ka ata kiya hai wo unka zati ilm nahi hai.

      Like

  8. Shayad aapne surh jinn ki ayat 26, 27 nhi padhi h waqt nikal kr zaroor padh lena. Aur surh luqmaan ki ayat 31:34 jo apne btae na usme aisa kuch nhi likha h jo ap kh rhe ho. Maine aur bhi aayat check ki aur aisa kuch nhi paaya jaisa meaning tmne is post me likha h. Kyon likhte ho ye sb? like badhane ke liye.

    Like

    • Pahli baat: Ye fb nahi h jaha like pane k liye post kiye jaye. Dusri baat- Surah Jinn ayat 26,27 padha h aur us par eemaan bhi hai alhamdulillah. Aakhri baat: Agr apko surah Luqman me wo nahi mila jo likha h to koi baat nai, ap wo likhye jo apko mila h fir article ko edit kr diya jayega in shaa ALlah.

      Like

Let's Hear It!